Sunday, April 1, 2012

रूप या स्वरुप Roop ya swaroop








आकाश , धरती , वायु , अग्नि , जल ,

सृष्टि को किसने रखा है सम्हाल !

सवालों से उलझे है सृष्टि और विनाश ,

कौन है सृष्टि का कर्ता ?

कैसे हुआ है सृष्टि का विकाश ?


एक और अद्वितीय है सृष्टि के रचयिता ,

संसार को अपने नियमों से बांधे है ,

विनाश के बाद सृष्टि ,

सृष्टि के उपरांत विनाश ,

चक्र की न्याय परिवर्त होते है

सहुह जग का इतिहास




एक ऐसा भी युग था ,

जब धरती नहीं थी ,

आकाश विस्तृत था ,

वायु बहते थे ,

जल का बहाव रुकते नहीं थे ,

अग्नि प्रज्वलित था ,

ना कोई प्राण के अस्तित्व था




उस शक्ति का यह  दें  है ,

जिसने धरती पर प्राण दान की है ,

जीवन  इसका रूप है ,

मृत्यु इसका दूसरा स्वरुप है ,

चारों दिशा में यह शक्ति विराजमान है ,

जिसको हम इश्वर के नाम देते है ,

विघ्नहर्ता , संकटमोचन मानते है ,

अबिनाश्वर , अबिनाशी है यह शक्ति ,

इसके आदि - अंत स्थल को

मन - मंदिर में पूजते है








Akash , dharti , vayu , agni , jal ,
Srishti ko kisne rakha hai samhal !
Sawalon se uljhe hai srishti aur vinash ,
Kaun hai srishti ke karta ?
Kaise hua hai srishti ka vikash ?

Ek aur adwitiya hai srishti ke rachayita ,
Sansar ko apne niyamon se bandhe hai ,
Vinash ke baad srishti ,
Srishti ke upraant vinash ,
Chakra ki nyay parivart hote hai
Samuh jag ka itihaas .

Ek aisa bhi yug tha ,
Jab dharti nehin the ,
Akash vistrit tha ,
Vayu behte the ,
Jal ka bahaon rookte nehin the ,
Agni prajwalit tha ,
Na koi pran ke astitva tha .


Us shakti ka yeh den hai ,
Jisne dharti par pran daan ki hai ,
Jeevan iska roop hai ,
Mrityu iska doosra swaroop hai ,
Charon disha me yeh shakti virajmaan hai ,
Jisko hum ishwar ke naam dete hai ,
Vighnharta , sankatmochan maante hai ,
Abinashwar , abinashi hai yeh shakti ,
Isike aadi – ant sthal ko
Man – mandir me poojte hai …

No comments:

Post a Comment