पलकों की सिरहाने पे अंग्राया ली अभी ,
सतरंगी सपनो से जागी नही है मन की गली ,
आँखें मूंद के आलसीपन से उठ नही पाई ,
थकान चेहरे पर ऐसे है घेरे
जैसे घने बादल में मुह छुपाए सुरज फेरे ,
झरनों की उछलता देखके लालच होती है ,
कभी ऐसे ही थिड़कते हुए घुमु ,
काश थोडा सुस्थी पा ले ,
सेहत की स्फूर्ती को और बेहला ले ,
तो तितली की तरह मचलते हुए उड़ू ...
Palkon ki sidhane pe angraya lee abhi ,
Satrangi sapnon se jagi nehi hai man ki gali ,
Aankhein moond ke alsipan se uth nehi paayi ,
Thakan chehre pe aise ghere
Jaise ghene badal me muh chhupaye sooraj phere ,
Jhanon ki uchhalta dekh ke lalach hoti hai ,
Kabhi aise hi thidakte huye ghumu ,
Kash thoda susthi paa le ,
Sehat ki sphurti ko aur behla le ,
Toh titli ki tarah machalte huye udhu ….

No comments:
Post a Comment