सागर से ढूंडा है अनमोल मोती ,
सूरज से लिया है सुनेहरा ज्योति ,
बारिश से भीगी हुई वादियों में ,
गीली मिट्टी की मीठी मीठी खुश्बुओ में ,
रेत की मैदान , बागों की हरियाली ,
सारे सजाये है बारी बारी ,
नदी की कलकल , हवाओं की हलचल ,
तितली के रंग , फुलो के खुशबुओं के संग ,
कोयल की वो तान , हर प्यारे बच्चे की मुस्कान ,
वो चांदनी रात , समेटा है सभी एक साथ ,
हर वो खूबसूरती भेजूंगी जो अभी तक थे मेरे पास ,
बस येही है आस , पसंद आये आपको हमारा ये एहसास ..
Sagar se dhoonda hai anmol moti ,
Suraj se liya hai sunehra jyoti ,
Baarish se bheegi huyi wadiyon me ,
Geeli mitti ki meethi meethi khushbuon me ,
Reit ki maidan , bagon ki hariyali ,
Sare sajaye hai baari baari ,
Nadi ki kal kal , hawaon ki halchal ,
Titli ke rang , phulon ke khushbuon ke sang ,
Koyel ki woh taan , har pyaare bache ki muskaan ,
Woh chandni raat , sameta hai sabhi ek saath ,
Har woh khoobsurti bhejungi jo abhi tak the mere paas ,
Bas yehi hai aans , pasand aaye aapko humara ye ehsaas ….

No comments:
Post a Comment