बंसी की सूरेली धून से सारे गोकुल जब जागे ,
कान्हा की नटखटपण ने सबके मन मोहने लगे ,
चुपके से माखन चुराने आया नंदलाला ,
माखन चोर को सम्हाल ना सका कोई भी ब्रिजबाला ,
सारे सृष्टि को अपने ही रूप से सजाते है जो मोहन ,
प्रेम की वाणी यूँ फेलाके करें सबका मन हरण ,
जय हो गिरिधर गोपाल की लीला अपरम्पार ,
कृष्ण ज्ञान में , कृष्ण ध्यान में , कृष्ण में समाये मन संसार .
Bansi ki sureeli dhoon se sari Gokul jab jaage ,
Kanha ki natkhat pan ne sabke man mohne lage ,
Chupke se makhan churane aaya Nandlala ,
Makhan chor ko samhal na sake koi bhi brijbala ,
Sari srishti ko apne hi roop se sajate hai jo Mohan ,
Prem ki vaani yun phehlake kare sabka man haran ,
Jai ho Giridhar Gopal ki leela aparampaar ,
Krishna gyan me , Krishna dhyan me , Krishna me samaye man sansaar .

No comments:
Post a Comment