
Kashmir hai swarg jaisi pyari ,
Ascharyata se bhari Kanyakumari ,
Purab se Brahmhaputra ki kalkal ,
Paschim ko maru hawaon ki halchal ,
Madhya me unchi Bindhya parvat ,
Sundarta se saji meri desh ki nazakat .
Eid , Baisakhi , Deepawali ,
Christmas , Beehu ya ho Holi ,
Tyoharon se saji hai meri desh ki gali ,
Kahi Ram hai , to kahi Rahim hai ,
Kahi Nanak to kahi Isai hai ,
Bas man me hi mandir , man me hi Masjid ,
Ek hi man me Gurudwara aur Girja hai .
Meri desh ki kahani hai badi nirali ,
Jitna bhi mushkil aaye
Jitni bhi kathinayi aaye ,
Zindegi yaha rukti nehi ,
Himmat se iska samna karne ka naam hi
Yaha hai zindadili .
Naaz hai tujhpe aye mere watan ,
Sheesh jhukati hu tujhpe ,
Prarthna karti hu ye
Sada hi mar mitenge apne desh pe ,
Hamesha karenge desh se pyar ,
Haath agar uthegi to
Mere watan ko hi pranam karne ke liye bar bar …
Ascharyata se bhari Kanyakumari ,
Purab se Brahmhaputra ki kalkal ,
Paschim ko maru hawaon ki halchal ,
Madhya me unchi Bindhya parvat ,
Sundarta se saji meri desh ki nazakat .
Eid , Baisakhi , Deepawali ,
Christmas , Beehu ya ho Holi ,
Tyoharon se saji hai meri desh ki gali ,
Kahi Ram hai , to kahi Rahim hai ,
Kahi Nanak to kahi Isai hai ,
Bas man me hi mandir , man me hi Masjid ,
Ek hi man me Gurudwara aur Girja hai .
Meri desh ki kahani hai badi nirali ,
Jitna bhi mushkil aaye
Jitni bhi kathinayi aaye ,
Zindegi yaha rukti nehi ,
Himmat se iska samna karne ka naam hi
Yaha hai zindadili .
Naaz hai tujhpe aye mere watan ,
Sheesh jhukati hu tujhpe ,
Prarthna karti hu ye
Sada hi mar mitenge apne desh pe ,
Hamesha karenge desh se pyar ,
Haath agar uthegi to
Mere watan ko hi pranam karne ke liye bar bar …
No comments:
Post a Comment