
मेरी आँखें कुछ कहती है तुझसे ,
चुना है सिर्फ तुझको ही इस दुनिया से ,
किसका चेहरा अब हम देखें
तेरा चेहरा हटती नहीं निगाहों से ।
चाँद भी देखा , फूल भी देखा ,
बादल , बिजली , तितली , जुगनू ,
कोई नहीं है ऐसा ,
तेरा अंदाज़ जैसा ,
तुझको धड़कन में बसाया है
दुनिया देख कर ।
नींद भी देखि , ख्वाब भी देखा ,
कंगन , बिंदिया , दर्पण , खुशबू ,
कोई नहीं है ऐसा ,
तेरा प्यार जैसा ,
तुझको साँसों में बसाया है
दुनिया देख कर ।
रंग भी देखा , रूप भी देखा ,
रास्ता , मंजिल , साहिल , महफ़िल ,
कोई नहीं है ऐसा ,
तेरा साथ जैसा ,
तुझको दिल में बसाया है दुनिया देख कर ....
Meri aankhein kuchh kehti hai tujhse ,
Chuna hai sirf tujhko hi is duniya se ,
Kiska chehra ab hum dekhe
Tera chehra hathti nehi nigahon se .
Chand bhi dekha ; phool bhi dekha ,
Badal , bijli , titli , jugnoo ,
Koi nehi hai aisa ,
Tera andaaz jaisa ,
Tujhko dhadkan me basaya hai
Duniya dekh kar .
Neend bhi dekhi ; khwab bhi dekha ,
Kangan , bindiya , darpan , khushboo ,
Koi nehi hai aisa ,
Tera pyaar jaisa ,
Tujhko sanson me basaya hai
Duniya dekh kar .
Rang bhi dekha ; roop bhi dekha ,
Rasta , manzil , sahil , mehfil ,
Koi nehi hai aisa ,
Tera sath jaisa ,
Tujhko dil me basaya hai
Duniya dekh kar ….
Chuna hai sirf tujhko hi is duniya se ,
Kiska chehra ab hum dekhe
Tera chehra hathti nehi nigahon se .
Chand bhi dekha ; phool bhi dekha ,
Badal , bijli , titli , jugnoo ,
Koi nehi hai aisa ,
Tera andaaz jaisa ,
Tujhko dhadkan me basaya hai
Duniya dekh kar .
Neend bhi dekhi ; khwab bhi dekha ,
Kangan , bindiya , darpan , khushboo ,
Koi nehi hai aisa ,
Tera pyaar jaisa ,
Tujhko sanson me basaya hai
Duniya dekh kar .
Rang bhi dekha ; roop bhi dekha ,
Rasta , manzil , sahil , mehfil ,
Koi nehi hai aisa ,
Tera sath jaisa ,
Tujhko dil me basaya hai
Duniya dekh kar ….
No comments:
Post a Comment